Singer | Vishal Dadlani & Anushka Manchanda |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Abcd 2 |
jaan leke kismat ne baatein hai
raahon mein kaante
aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
na roke rukhun
tu gira main uthun
pinjre todhkar fail aunga main par
tujh mein jitna hai zor tu laga le magar
hans ke kat jayega
na jhukega yeh sar!
jaan le ki kismat ne
baatein hai raahon mein kaante hai!
na rokhe rukhun
tu gira, main uthun
regazaaron mein, aag hai jitni
hai lahoon khaulta mera in raagon mein phir bhi
khakh saaron ko
khakh hi kaafi
raas mujhko hai khamoshi meri!
bezubaan kab se main raha
begunah sehta main raha
bezubaan kab se main raha
begunah sehta main raha
jaan leke kismat ne
baatein hai raahon mein kaante hai
ki ki kismat ne
baatein hai raahon mein kaante hai
sau sawaal hain
sau hai laanate..
mere tarano pe.. ae..
lagi hai kalikhe
yeh aag sapno ki
raakh hathon mein
sunni aankhon mein chalti umeed hai
na mila mauka
na milli maafi
kehdo kitni saza aur bakhi!
bezubaan kab se main raha
begunah sehta main raha
bezubaan kab se main raha
begunah sehta main raha
jaan leke kismat ne
baatein hai raahon mein kaante hai
main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
na rokhe rukhun
tu gira main uthun
pinjre todhkar fail aunga main par
tujh mein jitna hai zor
tu laga le magar
hans ke kat jayega
na jhukega yeh sar!