Singer | Raghu Dixit |
Genre | Comedy |
Language | Hindi |
Album | Bewakoofiyaan |
dil ko samjha bujha ke
khudko ullu banaake
ullu seedha karta rehta hai
jo ho toota nahi hai
tujhse rootha nahi hai
phir kyun aise dukhta rehta hai
nakli dillase, farzi khullase
galti pe parde yeh daale
hey
dekar yeh jhaanse, khudko hi phaanse
nuksaan mein dhoondhe munaafe
bewakoofiyaan..
bematlab, betuki se,
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofiyaan..
bewakoofian..
bematlab, betuki se
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofiyaan..
para utraa nahi hai
bilkul sudhra nahi hai
muh ke bal yeh girta rehta hai
ab bhi bigda nahi hai
sab kuch bikhra nahi hai
muhn latka kyun phirta rehta hai
kitne dino se auron ko kose
kaisi yeh zidd pe add gaya
koyi toh toke
kam se kam roke
kab tak khudko dega yeh dhoke
bewakoofiyaan..
bematlab, betuki se
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofiyaan..
bewakoofiyaan..
bematlab, betuki se
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofian..
hai nadan re, aasaan hai re
in hisson ko toh jodna
kyun pareshan hai
na mushkil hai
maafi ke bol bolna
aisi jhooti moothi
kyun tari hai maare
kya milega tu bata
ab kya hissab khole
tu kya aana pe taule
kya khoya hai, kya haara
bewakoofiyaan..
bematlab, betuki se
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofiaan..
bewakoofiyaan..
bematlab, betuki se
bekar si, buddhu si
bewajah, bewakoofiyaan..