Singer | Kartik Dhiman |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Ghajini |
behka main behka,
wo behki hawa si aayi,
ek hi nazar mein sab,
manzil wanzil paayi,
hatke alag si thi,
bilkul juda si, yeahhh
naa hi adaayein, naa koi angdaayi,
behka behka main behka behka,
mehka mehka yeh mann hai mehka,
behka main behka,
wo behki hawa si aayi,
ek hi nazar mein sab,
manzil wanzil paayi…
dhadkan dhak dhak dhak dhak hui,
dil tha tha tha tha tha thayee,
chaal dagmag mag dagmag mag hui,
jhomoo jhamak jhama jham,
rasta takoon takoon takoon takoon mein,
pal pal jagoon jagoon jagoon mein,
baar baar badal karwat,
usko sochu main,
behka behka main behka behka,
mehka mehka yeh mann hai mehka,
guzre jahan se woh raunak udaaye,
chalke nadi si woh,
mujhko bheegoti jaaye,
woh gungunaye, nageenein lutaaye,
khatta sa bachpan, meethi shararat,
thoda resham hai, thodi nazaakat,
kabhi sharmaaye, kabhi lehraaye,
usmein saahil hai aur jaane kitni gehraayi,
behka main behka,
wo behki hawa si aayi,
ek hi nazar mein sab,
manzil wanzil paayi,
hatke alag si thi,
bilkul juda si, yeahhh
naa hi adaayein, naa koi angdaayi..
behka behka main behka behka,
mehka mehka yeh mann hai mehka,
uski boli jaise phoolon ki toil,
uska chalna rituein badalna,
jhooth bhi uske sach lage, achche lage,
sach se bhi bade lage,
raah mein uski, haath bandhe,
palke bichaaye hue,
sar ko jhukaaye hue,
khushboon se chahye hue,
taktaki lagaye hue,
saath saath jaane kitne,
saare mausam khade rahe..
[behka main behka,
wo behki hawa si aayi,
ek hi nazar mein sab,
manzil wanzil paayi] -2 times
hatke alag si thi,
bilkul juda si, yeahhh
naa hi adaayein, naa koi angdaayi,
[behka main haan behka behka main
behka main, oh behka behka behka main] – 3 times