bawri lyrics – shaan, mahasweta soumita

bawri lyrics – shaan, mahasweta soumita lyrics

Poster bawri lyrics – shaan, mahasweta soumita

bawri lyrics – shaan, mahasweta soumita

Details
Language Hindi
Poster bawri lyrics – shaan, mahasweta soumita
play
Lyrics

chali chali kya hawa ye shaam se
are re re chhuta man lagam se
pyaar ka koyi tu payaam de
jodu na main tere naam se

bawri main bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya
bawri main bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya

main khushbu aur tu hai gul mera
meri hasti pe chha gaya hai tu
seene ki iss surkh baag mein
banke dil aa gaya hai tu

hai nadaa abhi dil tera
pyaar ka rog isko na laga
hal kya ye tune kya kar liya
dekh toh le aaina zara
ki dil tera gaya re kaam se

baawri main bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya
hey baawri tu bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya

kya vajah hai kya ye maazara
rahu kyun khud se hi juda-juda
jaadu hai, ya hai koyi nasha
ya pyar mein tere main kho gaya

kyun sonche jo hona tha huya
mere chahat mein dhal raha hai tu
tu meri saanso ki hai vajah
meri dhadkan mein chal raha hai tu
ki mill gayi hai raadha shyaam se

bawri tu bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya
bawri main bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya

baawri tu bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya
baawri main bawari shawre ki shawri
lekin tune jaadu kya kiya

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)