bantai lyrics – emiway

bantai lyrics – emiway lyrics

Poster bantai lyrics – emiway

bantai lyrics – emiway

lyrics/Album : Dhundke Dikha Ep
Details
Singer Emiway
Language Hindi
Album Dhundke Dikha Ep
Poster bantai lyrics – emiway
play
Lyrics

ha-ha-ha sunn!
area mein phatke bhi lagate the
ek samay bantai
ab bade hue dimaag se aur lade bantai
zindagi se aur khud ke dum pe
aaj khade bantai

12’vi tak shiksha liya
acche se padhe bantai
angreji bhi apne hisab se hi chale bantai
maa baap ne woh sab dilaya
jo jo jo jo mangtai
bada gadha hua ghar se
paisa kayeko mangtai

agar sharam naam ki cheez hai
toh phir samajh bantai
seedhiyan banao khud ki
aur phir chadho bantai
main toh media se durr mat lado bantai
yede ki ginti mein nahi lena
kisi ko bantai koyi paise bacha ke
paidal chal ke jara bantai

bolo aur bantai kisko aur mangtai
public ko kam padte gaane
bole aur mangtai
aur bantai kisko aur mangtai
ek hi raat mein 4-5 6-6
gaana ban taai

bolo aur bantai kisko aur mangtai
public ko kam padte gaane
bole aur mangtai
aur bantai kisko aur mangtai
ek hi raat mein 4-5 6-6
gaana ban taai

koi ameer koi gareeb
koi fakeer bantai
koi lakeer se wazir
koi taqdeer se bantai
zarurat ke mauke pe
koyi na haazir hai bantai
do din ka pyaar paale
kheechenge tasveer yeh bantai

khud ki ghalti nai dikhti
kisi ko sach hai bantai
sach bolega to ghoomo yahan
bach ke bantai
agar imaandari se jee rahe
toh haq hai bantai
jawab maangega toh denge
seedha rakh ke bantai

qismat nai bantai
ye kudrat hai bantai
gaana banane ka 24 ghante
lat hai bantai
tu galat hai bantai
ya fir sahi hai bantai
ye baat janta hai khud tu
tu nahi hai bantai

mujhe maza aa raha jeene mein
sab mast hai bantai
bas bura laga dekh ke
sab vyast hain bantai
koyi pyar nahi jata raha
sab log fas gaye bantai
log hans ke lagate
sirf maske bantai

bolo aur bantai kisko aur mangtai
public ko kam padte gaane
bole aur mangtai
aur bantai kisko aur mangtai
ek hi raat mein 4-5 6-6
gaana ban taai

bolo aur bantai kisko aur mangtai
public ko kam padte gaane
bole aur mangtai
aur bantai kisko aur mangtai
ek hi raat mein 4-5 6-6
gaana ban taai chal

mehnat karna seekho
kamyabi aayega apne aap
doosaron ko dekh ke jaloge
toh khud ban jaoge raakh
kholo aankh duniya mein
pyaar ki kami hai
aage badhna seekho
zindagi mein kyun wahi hai

ghar pe papa aur mummy hai
zindagi sahi hai meri
tu bhi kar sakta hai
panna palat jaake teri
galat raasta leke
badhne mein na lagti deri
lekin aisi zindagi main
insaan khush nahi rehta daily

true talk!

hip-hop ko sahi raaste pe leke jaate
jab zarurat hai tab sirf shot dete
baaki time mein poori public ko apun
achi thought dete

peace out ha-ha-ha!

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)