Singer | Sadhana Sargam |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Veeru Dada |
ban ke aaina aa
baith samne zara
ban ke aaina aa
baith samne zara
main puchhu tu mujhse bata
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
ban ke aaina aa
baith samne zara
ban ke aaina aa
baith samne zara
main hans ke hain
o hans ke phattar ko
phool bana doon
phool bana doon
main chhu ke
o main chhu ke paani mein
aag laga doon aag laga doon
tu hain cheej kya
tu hain cheej kya
aa baith samne zara
main puchhu tu mujhse bata
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
tut gaya phool sa mera badan
haye haye mera badan
uyi mera badan
tut gaya phool sa yeh mera badan
haar gayi karke main sare jatan
aur karu kya aur karu kya
ban ke aaina aa
baith samne zara
ban ke aaina aa
baith samne zara
main puchhu tu mujhse bata
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
tere liye yeh pyar
nigaho ka khel hain
nigaho ka khel hain
tere liye yeh pyar
nigaho ka khel hain
mere liye yeh pyar
dilo ka mel hain
dilo ka mel hain
jao bewafa jao bewafa
ban ke aaina aa
baith samne zara
ban ke aaina aa
baith samne zara
main puchhu tu mujhse bata
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
kya main khubsurat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
tujhe meri zaroorat nahin
tujhe meri zaroorat nahin.