baharon ka yeh mausam

baharon ka yeh mausam lyrics

Poster baharon ka yeh mausam

baharon ka yeh mausam

lyrics/Album : Mera Suhag
Details
Singer Kishore Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Mera Suhag
Poster baharon ka yeh mausam
play
Lyrics

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana

ghum ghum gata jaaye dil

mera pyar ka tarana

ghum ghum gata jaaye dil

mera pyar ka tarana

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana


yeh hansi badal muskurate hain

yeh hansi badal muskurate hain

pyar ke nagme gungunate hain

rangin nazara hain

dil yeh hamara hain

teri adao ka nishana

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana


yeh jawa rahe yeh jawa mehfil

yeh jawa rahe yeh jawa mehfil

jaan ab apni hain kaha manzil

armano ka hain dera lagta hain

tera mera jaise ho pyar purana

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana


in fazao mein aaj kho jaaye

in fazao mein aaj kho jaaye

aao hum milkar ek ho jaaye

gale se lag ja aise na kar sath

laya hoon dil nazrana

baharon ka yeh mausam suhana

baharon ka yeh mausam suhana

ghum ghum gata jaaye dil

mera pyar ka tarana

baharon ka yeh mausam suhana.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)