Singer | Sniti Mishra & Bishakh Jyoti |
Language | Hindi |
Album | Babloo Happy Hai |
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
gin gin ke din guzaare nahi
raftaar thodi badha le kahin
din dugni raat chauguni
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
aaj ujaalon ke lambe ghere hain
andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
aaj ujaalon ke lambe ghere hain
tasveeren jo thi deewar pe kal
dil me utaar aur sath le chal
aankhon ke parde pe khinchne lagi
tasveeren kitni nai nai
din dugni raat chauguni
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
do chaar din hi hain milne waale hain
haath badha inse mil le gale
do chaar din hi hain milne waale hain
haath badha inse mil le gale
kandhe pe yaaron ke baazu rahe
aankhon me door aarzoo rahe
gin gin ke taaron se neend chura le
aur yaadon ki goliyan zyada le le
din dugni raat chauguni
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
ghante na mile toh lamhe chun le
ghoom ke aate rahenge chun le
ghante na mile toh lamhe chun le
ghoom ke aate rahenge chun le
har mod pe koi ghadi khadi hai
jud jaaye jab wahi sahi ghadi hai
gin gin ke jodoge jo tum inhein
ghat jaayenge ye saare lamhe
din dugne raat chauguni
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool
gin gin ke din guzaare nahi
raftaar thodi badha le kahin
din dugni raat chauguni
bade bade akshar mein hai
likha har patthar pe hai
manzil hai kitni door
kitni door zyada ya kam
beech zindagi ke hum
ginti gaye hain bhool