ba ba batao na

ba ba batao na lyrics

Poster ba ba batao na

ba ba batao na

lyrics/Album : Saat Rang Ke Sapne
Details
Singer Babul Supriyo & Alka Yagnik
Language Hindi
Album Saat Rang Ke Sapne
Poster ba ba batao na
play
Lyrics

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui


gori gori gori gori baki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

gori gori gori gori baki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao


ujali ujali gayi safedi kar li julfe kali

bahke bahke kadam

tumhare chal hui matwali

mahki mahki lage hame

kyu umar ki sukhi dali

khile khile in labo se

chalke kyu khushiyo ki pyali

koi majra koi to bat hai

ho koi mamla koi to ghat hai

ho tum pareshan ho

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao


luta jisne tumhare dil

ko kon hai wo dilwali

uski photo hame

dhikhao kaisi hai dilwali

chudi kangan hasin

jhumka usko pahnayenge

are dolo leke

chalenge pyari dulhan ko layenge

kaisa faisla kaisa khyal hai

are to aayi jiya sach much kamal hai

kyu aise hairan ho

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui

gori gori gori gori baki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna deewani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)