Singer | Divine, Dub Sharma |
Language | Bollywood |
Album | Gully Boy |
azadi bhukhmari se azadi
haan bhed bhaav se, azadi
haan pachh waad se, azadi
hum leke rahenge, azadi
tum kuchh bhi kar lo, azadi
azadi, azadi…!
ho tera pinjra mein jaal ni khana
parindeya ne udd jaana tera pinjra
tera muk jaana sara lana bana
parindeya ne udd jana tera pinjra
freedom, freedom…!
ha bahut baithe chup chaap
kya ghante ka insaaf
desh kaise hoga saaf
inki niyat mein hai daag
sirf karte rahenge baat
alag shakal wohi jaat
vote milne par yeh khas
phir gayab poore saal
ha mera bhai hai to
noto ki sarkaar hai na
note se banate apne beto ko
ye star hain na
kitne bekaar kyun yeh
aapas mein jhankar hai na
baaki poora desh doobe
inki naiya paar hai na
achchi vidya chahiye
achcha khasa maal dena
nal mein paani chahiye
khade reh le line mein na
zameen apni par
note dikha kar sign lena
drugs laaye ye phir
dhakel denge crime mein na
akela insaan phir
gaadi teri chaar kyu..?
ghar mein hai chaar
fir rooms tere 8 kyu..?
paison se nai bante kudrat se
hum khaas kyun..?
teri peedhi ka soch
wo kaise lenge saans kyu..?
kya shu ek tarfa tarazo
kya shu
aa teri hansi mere aansu
kya shu
aa ghut ghut ke kyun saans lu
kya shu
usse dega kya hisaab tu..?
ho tera pinjra mein jaal ni khana
parindeya ne udd jaana tera pinjra
tera mukk jaana sara lana baana
parindeya ne udd jaana tera
aa nahi banna mujhe slumdog millionaire
yeh slumdog hai mission pe
sidham ke keede chhode inke apne kafan pe
bachpan se chhura rakha hai
inhone apne gardan pe
mastak mein yeh likhte galat
seekhte galat, chheenkte halak
par kisi ko parwah nahi
ye saitaan hain insaan nahi
dharam ke naam pe kaam nahi
dharam banaye insaan hi
paison ke liye ye tha sabhi
dimaag lada kar jaan ke bhi
dhasne laga tu kan ka bhi
istemaal kar tu zabaan ka bhi
andekha ka kyu hai jaan ke bhi
andekha ka kyu hai jaan ke bhi
sachai mein tu sama kabhi
achai se tu kama kabhi
iss gandh ko karna saaf abhi
iss gandh ko karna saaf abhi
iss gandh ko karna saaf abhi
kya shu ek tarfa tarazo
kya shu
aa teri hansi mere aansu
kya shu
aa ghut ghut ke kyun saans loon
kya shu
usse dega kya hisaab tu ha..?
ha, ho bolo azadi
bolo azadi, ho bolo azadi
ho bolo azadi
ho bolo azadi
give me freedom….!