aur sunao kya haal hai

aur sunao kya haal hai lyrics

Poster aur sunao kya haal hai

aur sunao kya haal hai

lyrics/Album : Chor Pe Mor
Details
Singer Asha Bhosle & Amit Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Chor Pe Mor
Poster aur sunao kya haal hai
play
Lyrics

aur sunao kya haal hain

husn ki pehli chaal hain

aur sunao kya haal hain

husn ki pehli chaal hain


aage aage dekhna

kamal hi kamal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain

are mat puchho

kya haal hain

ishq bhi apni chaal hain

are mat puchho

kya haal hain

ishq bhi apni chaal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain


husn pe kiska jor chale

husn pe kiska jor chale

tu kya jor chalega

husn pe kiska jor chale

tu kya jor chalega

jab bhi tujhe bulaungi

sar ke bal tu ayega

abhi solawa saal hain

abhi se bas ye haal hain

abhi solawa saal hain

abhi se bas ye haal hain

aage aage dekhn

kamal hi kamal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain


dil ka mujh ko naaj hain

dil ka mujh ko naaj hain

husn ka tujhe gurur hain

dil ka mujh ko naaj hain

husn ka tujhe gurur hain

dekhe kiski jeet ho

delhi abhi door hain

husn ka mala maal hain,

ishq tera kangal hain

husn ka mala maal hain,

ishq tera kangal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain


aur sunao kya haal hain

husn ki pehli chaal hain

mat puchho kya haal hain

ishq bhi apni chaal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain

aage aage dekhna

kamal hi kamal hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)