Singer | Arijit Singh |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Holiday: A Soldier Is Never Off Duty |
o yun na lamha lamha
meri yaad mein
hoke tanha tanha
mere baad mein
naina ashq na ho
maana kam se honge hum door
naina ashq na ho
naina ashq na ho..
main na lauta aane waale saal jo
meri vardi bole mera haal toh
naina ashq na ho
ye samajh na main hoon majboor
naina ashq na ho
naina ashq na ho.. o..
beete hue lamhon ke taare
ginoonga main..
aake tujhe khwaabon tere
miloonga main
jab kabhi halki halki barkha aaye
jab kabhi dil bhi yunhi bhar sa jaaye
jab kabhi halki halki barkha aaye
us pal jhonkna ek banke aaunga main
us pal jhulfein palkein
daaman choo jaunga main
ho teri choodi nagmein gaayein jo mere
teri palkon pe ho saaye jo mere
naina ashq na ho
ho aansoon karde humein kamjoor
naina ashq na ho
naina ashq na ho
tere liye saanse aayein,
tere liye jaayein
jaayein re, jaayein re (repeat once)
rabba, rabba beri se bichode jaane
kisne banaye re haaye re haaye re haaye re
doori tadpaaye
mere baad chahe aaye yaad meri
naina ashq na ho
naina ashq na ho
naina ashq na ho.. ashq na ho..
o likhi khat mein maine tujhe baat jo
sona rakh-ke takiye tale raat jo
naina ashq na ho
yeh judaai bhi hai dastoor
naina ashq na ho
naina ashq na ho..
main na lauta, aane waale saal jo
meri vardi bole mera haal toh
naina ashq na ho
ye samajh na main hoon majboor
naina ashq na ho
naina ashq na ho..