Singer | Bappi Lahiri & Neha Bhasin |
Genre | Item Song |
Language | Hindi |
Album | Gunday |
yeh ishq hai woh aatish ghalib
jo jalaaye na jale
bujhaaye na bujhe
apni salaamati hai maangti
tujhse nazar oh naazneen
salaam se na kaam se
dil ki kai baatein bani
ho…
asalaam-e-ishqum yaara..
asalaam-e-ishqum (repeat 3 times)
o meri adaayein teer hain
haan meri adaayein teer hain
meri adaayein teer hain
mere yaar nishaana tum..
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
apni salaamati hai maangti
tujhse nazar oh naazneen
salaam se na kaam se
dil ki kai baatein bani
ha.. maar de, ya chhod de tu
rakh le dil ya tod de tu
aisa koi mod de tu
zindagi mein ho maza..
ha.. yaad hain angdaaiyon mein
mil ke bhi tanhaaiyon mein
husn ki parchhaaiyon mein
khoobsurat kaafila..
re husn gali mein saikadon
re husn gali mein saikadon
husn gali mein saikadon
deewane ho gaye ghum
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
soch koi raat aisi
raat mein ho baat aisi
baat mein barsaat aisi
jis mein bheege manchala
he.. raat ka tanha safar ho
ishq apne zor par ho
karvatein kuchh humsafar hon
aag bin ho tann jala
haaye ek baar dhuyein se husn ke
ek baar dhuyein se husn ke
ek baar dhuyein se husn ke
thoda sa bhar lo dum
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
asalaam-e-ishqum yaara.. asalaam-e-ishqum
apni salaamati hai maangti
tujhse nazar oh naazneen
salaam se na kaam se
dil ki kai baatein bani
asalaam-e-ishqum yaara..
asalaam-e-ishqum (repeat 3 times)