Singer | Ranveer Singh |
Language | Bollywood |
Album | Gully Boy |
kon bola?
mujhse na ho payega
kon bola, kon bola?
apna time aayega
uthja apni raakh se
tu uddja ab talaash mein
parwaz dekh parwaane ki
aasman bhi sar uthaega
aayega apna time aayega
mere jaisa shiyana lala
tujhe na mill payega
ye shabdo ka jwaala meri
bediyyan pighlaayega
jitna toonay boya hai tu
utna hee toh khaayega
aisa mera khwaab hai jo
dar ko bhi sataega
zinda mera khwaab
kaise tu dafnaega
ab haunsle se jee ne de
ab khauf nahin hai seene mein
har raaste ko cheerenge
hum kaamyabi chhinenge
sab kuch mila paseenay se
matlab bana ab jeene mein
kyun?
kyuki apna time aayega,
tu nanga hi toh aaya hai
kya ghanta le kar jaayega
apna time aayega…
tu nanga hi toh aaya hai
kya ghanta le kar jaayega
apna time aayega….
tu nanga hi toh aaya hai
kya kya ghanta le kar
kissi ka haath nahin tha sar par
yahan par aaya khud ki mehnat se main
jitni taakat kismet mein nahin
utni rehmat mein hai
phir bhi ladka sehmat nahi hai
kyuki hairat nahi hai
zarurat yaha marzi ki aur
jurrat ki hai, taakat ki hai
aafat ki himakat ki
ibaadat ki, adalat yeh
hai chahat ki mohabbat ki
amaanat ki hai jeetne ki ab
aadat ki hai shohrat ki ab
lalach nahin hai
tere bhai jaisa koi
hard ich nahi hai
hard hard hard
iss harqat ne hi
barkat di hai, kyun?
kyunki apna time aayega,
tu nanga hi toh aaya hai
kya ghanta le kar jaayega
apna time aayega….
tu nanga hi toh aaya hai
kya ghanta le kar jaayega
kya tu nanga hi to aaya tha
kya tu ghanta le kar jaayega
apna time aayega
apna time aayega na