aisi mili nigahen

aisi mili nigahen lyrics

Poster aisi mili nigahen

aisi mili nigahen

lyrics/Album : Daraar
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Daraar
Poster aisi mili nigahen
play
Lyrics

aise mili nigahe parde ki oot se

aise mili nigahe parde ki oot se

dil ho gaya hai ghayal

dil ho gaya hai ghayal

aanhko ki chot se

kaise mili nigahe parde ki oot se

kaise mili nigahe parde ki oot se

dil ho gaya hai ghayal

ha ho gaya hai ghayal

aanhko ki chot se


najuk sa ek ishara kya kam kar gaya

bejan dhadkano me wo jan bhar gaya

tum mano ya an mano mujhe etbar hai

jise chot hamne samjha wohi to pyar hai

sach hai ke ye hamari najro ki bhul hai

fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai

sach hai ke ye hamari najro ki bhul hai

fir bhi ye chot dil ko haskar kabul hai

haskar kabul hai

aao karenge milke aankho ka sukhriya

ik pal nahi jinhone ashiq bana diya

aise mili nigahe parde ki oot se

dil ho gaya hai ghayal

aanhko ki chot se


ye hale dil tumhe mai kaise karu baya

bilkul nayi hai dunia ham aa gaye jaha

ha is chot ka hua hai dekho kya asar

betab hai tamanna bechain hai najar

aye jakham dene wale dedo tumhi dawa

marhum lagado ispe ab apne pyar ka

aye jakham dene wale dedo tumhi dawa

marhum lagado ispe ab apne pyar ka

ab apne pyar ka

kitna hai khubsurat chahat ka ye sitam

dekho yahi dua hai ab dard ye na ho kam

aise mili nigahe parde ki oot se

dil ho gaya hai ghayal

aanhko ki chot se

aise mili nigahe parde ki oot se.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)