Singer | Nihal Tauro |
Language | Hindi |
Album | Himesh Ke Dil Se |
iklauta dil tha mera kaise sambhala
tanhaiyon se ise tune nikala
ishq ki mujhko chahat na hoti
jeene ki bhi zarurat na hoti
agar tum na hote
zindagi veeran hoti
agar tum na hote
zindagi veeran hoti
ishq ki mujhko chahat na hoti
jeene ki bhi zarurat na hoti
agarr tumm naa hote
zindagi veeran hoti
agarr tumm naa hote
zindagi veeran hoti
agarr tumm naa hote
zindagi veeran hoti
khud se hua main juda
aankhon se tune chhua
kahin kuchh toh hai hua
kuchh hua re
khwabo mein kisi ko basana
hota hai kya dil lagana
pehli dafa yeh jaana jaana re
ajnabee pyaas hai
yeh sama khaas hai
tu mere paas hai paas hai
iklauta dil tha mera kaise sambhala
tanhaiyon se ise tune nikala
ishq ki mujhko chahat na hoti
jeene ki bhi zarurat na hoti
agarr tumm na hote
zindagi veeran hoti
agarr tumm na hote
zindagi veeran hoti
tujhse mila toh laga
dooriyan hai ek saza
jeene ki hai tu wajah
tu wajah re
tu jo kahe kar jaaun
hadd se guzar jaaun
tere liye mar jaaun
mar jaaun re
tere deedaar ka silsila pyar ka
yun hi chalta rahe ab sada
iklauta dil tha mera kaise sambhala
tanhaiyon se ise tune nikala
ishq ki mujhko chahat na hoti
jeene ki bhi zarurat na hoti
agarr tumm na hote
zindagi veeran hoti
agarr tumm na hote
zindagi veeran hoti
agarr tumm naa hote
zindagi veeran hoti