Singer | Mohammed Aziz |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Jaal |
doosra hai zamana wo pehla nahin
kitne majnu magar ek laila nahin
ek laila nahin aji isiliye to araz kiya hain
aye mere dosto agar mohabbat karo
aye mere dosto agar mohabbat karo
bad mein do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamgar wo sitamgar
kahin bewafa to nahin
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
aye mere dosto agar mohabbat karo
aye mere dosto agar mohabbat karo
bad mein do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
aaj tak jitne ashiq purane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
aaj tak jitne ashiq purane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
isiliye sahibo meshwara aye suno
isiliye sahibo meshwara aye suno
bad me do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
ye wafa kyu kare inki aadat nahin
inme sab kuch hain lekin sharafat nahin
inme sab kuch hain lekin sharafat nahin
ye wafa kyu kare inki aadat nahin
inme sab kuch hain lekin sharafat nahin
inme sab kuch hain lekin sharafat nahin
tum inhe jan lo jan pehchan lo
tum inhe jan lo jan pehchan lo
bad mein do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamgar wo sitamgar
kahin bewafa to nahin
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
aye mere dosto agar mohabbat karo
bad mein do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamgar kahin bewafa to nahin
wo sitamgar kahin bewafa to nahin