aaya na tu

aaya na tu lyrics

Details
Singer Jyoti Nooran
Genre Emotional
Language Hindi
Album Bharat
Poster aaya na tu
play
Lyrics

meri umeed na tooti

na haushla mera toota

natkhat aankho ka

panghat aankho ka

sookha hai bas tu jo rootha

tu rootha


paana tha maine jo paaya na paaya

main toh khulle darwaaje rakkha

rakkha main taaron pe aankha

aaya na, aaya na, aaya na tu

khulle darwaaje rakkha

rakkha main taaron pe aankha

aaya na, aaya na, aaya na tu


khulle darwaaje rakkha

rakkha main taaron pe aankha

aaya na, aaya na, aaya na tu

khulle darwaaje rakkha

rakkha main taaron pe aankha

aaya na, aaya na, aaya na tu


main tanha bhatakta hoon

mushkil ko hal karde

jeena jamaane mein

tu jara sa hal karde


aakhbaaro mein bhi khusi ki

khabar na mile

laakho sajhdo se dil ko

sabar na mile


mudd mudd dekhle

kya tha kya hoon main

haatho se aapne hi chhotha mere khuda


tere bin jaane na koi bhi

mere dil ki dukh na kisi ko dassa

sachha rowaan jhootha hassan

aaya na, aaya na, aaya na tu

dukh na kisi ko dassa

sachha rowaan jhootha hassan

aaya na, aaya na, aaya na tu


haatho ki lakeere dekha

raahein dheere dheere dekha

aaya na, aaya na, aaya na tu


ho tumse agar parichay toh

kishmat badal de tu

mere muaamle mein

aa jara dakhal de tu


paani paancho dariyao mein hai

kam ho raha

tere hone ka yakeen hai

bharam ho raha


chhod tadapna main

kabtak sapna main

dekhunga bolo

toota, main toota


mera kyun saathi na saaya na tere hote

haatho ko uthaayi jawaan

rowaan ya main gaayi jaawan

aaya na, aaya na, aaya na tu

haatho ki lakeere dekha

raahein dheere dheere dekha

aaya na, aaya na, aaya na tu

dukh na kisi ko dassa

sachha rowaan jhootha hassan

aaya na, aaya na, aaya na tu.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)