aata hai mujhko yaad

aata hai mujhko yaad lyrics

Poster aata hai mujhko yaad

aata hai mujhko yaad

lyrics/Album : Purani Haveli
Details
Singer Suresh Wadkar
Genre Romantic
Language Hindi
Album Purani Haveli
Poster aata hai mujhko yaad
play
Lyrics

aata hai mujhko yaad tera pyar

rahat hai ye dil mera bekarar

sapno mein chuma tujhko kai baar

baho mein teri hi mila karar

suno tum jaha bhi ho sanam

tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal

yaad aata hai har pal

wo zamana main hoon tera deewana

tu sama main parwana na bhulana

bhul na jana lot aana


tere bin kuch bhi to na bhaye

rat ko tadpu neend na aaye

tujhko chhune ko dil ye lag jaye

yaad aate hai wo zulfo ke saye

suno tum jaha bhi ho sanam

tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal

yaad aata hai har pal

wo zamana main hoon tera deewana

tu sama main parwana na bhulana

bhul na jana lot aana


do pyar karne walo ko kaha

jeene deta hai beraham jaha

todkar zulmo ki deeware

aa basa le pyar ka jaha

suno tum jaha bhi ho sanam

tumko meri hai kasam lot aana

suno wo bita hua kal

yaad aata hai har pal

wo zamana main hoon tera deewana

tu sama main parwana na bhulana

bhul na jana lot aana

na bhualna lot jana bhul na jaana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)