aaja re sajan

aaja re sajan lyrics

Poster aaja re sajan

aaja re sajan

lyrics/Album : Aag Hi Aag
Details
Singer Shabbir Kumar & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Aag Hi Aag
Poster aaja re sajan
play
Lyrics

aaja re sajan aaja re sajan

aaja re aa sajan sajan


sajan aaja re sajan aaja re

wada kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na honge

sajan aaja re sajan aaja re

wada kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na honge

sajan aaja re sajan aaja re


pyar kiya to pyar mein

ab kuch bhi anzam ho

par jite ji pyar ka naam

na yu badnaam ho

chhute jaha ruthe khuda

chute kasam na pyar ki

pyar ke dushman dekh

le pyar ki ye deewangi

wada wada wada

kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na honge

sajan aaja re sajan aaja re


duniya ki parwah kya

hum hain mile takdir se

pyar ko bandega kya

koi zulmo ki zanzir se

sare bandhan tod

de deewane dil pyar ke

jeene se kya fayada

pyar ki bazi har ke

wada wada wada

kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na hong

sajan aaja re sajan aaja re


ye jaa rahe ya na rahe

hum door honge nahin

ho ye jaha ya wo jaha

tu hain jaha main wahi

ye jaa rahe ya na rahe

hum door honge nahin

ho ye jaha ya wo jaha

tu hain jahan main wahi

wada wada wada

kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na honge

sajan aaja re sajan aaja re

wada kiya hain pyar mein

kabhi hum zuda na honge.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)