aaja meri jane ja

aaja meri jane ja lyrics

Details
Singer Shaan
Genre Dance
Language Hindi
Album Emi
Poster aaja meri jane ja
play
Lyrics

aaja aa bhi ja…

aaja aa bhi ja…


le aayi raat apne saath aisi baat hai

hogi ha hogi tujhase aaj mulakat hai

le aayi raat apne saath aisi baat hai

hogi ha hogi tujhase aaj mulakat hai


leharake aanchal apna aayegi tu dur se

hoga ujaala tere chehre ke hi noor se

aaja (aaja aaja)

meri jaan e jaan

deewana tera hai yahaan

toh aaja pyara hai sama

deewana tera hai yahaan


sharmana chhod bhi do

aa jaao paas mein

puri kar do abb mere

dil ki saari khwaishein



kya bheege hont tere

honton se chum loon

pyasa hai dil yeh mera

tu bata main kya karu

ya na karu main koshishe ye baar baar hai

banda toh karta hai hujur se hi pyaar hai

gar jo khata ho jaaye mera kya kasur hai

dilkash adaaye teri karti majbur hai

aaja meri jaan e jaan

deewana tera hai yahaan

toh aaja pyara hai sama

deewana tera hai yahaan


ho najarana pyaar ka yeh

isako kubul kar

baahon mein aaja saari

duniya ko tu bhulkar


yeh hona hai aur yeh hoga

hoga jurur yeh

tu bhi chahegi mujhako

kyun itna gurur hai

husn e saraafa hai

tu maani maine baat yeh

tujhasa hasi na koyi saari kaaynaat mein

hum bhi kisi se kam nahi haan tu yeh jaan le

toh aa jaana jaan e jaana main hoon tere saamne

aaja meri jaan e jaan

deewana tera hai yahaan

toh aaja pyara hai sama

deewana tera hai yahaan

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)