aaj hum ko aadmi ki pehchaan ho gayi

aaj hum ko aadmi ki pehchaan ho gayi lyrics

Poster aaj hum ko aadmi ki pehchaan ho gayi

aaj hum ko aadmi ki pehchaan ho gayi

lyrics/Album : Muqaddar Ka Faisla
Details
Singer Kishore Kumar & Mohammed Aziz
Genre Motivational
Language Hindi
Album Muqaddar Ka Faisla
Poster aaj hum ko aadmi ki pehchaan ho gayi
play
Lyrics

humne dekha gor se jab aadmi

aadmi apni samjh mein zindagi

zindagi ko dekha jab nazdik se

tab samjh mein aaya kya hain aadmi


aaj hum ko

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

lo buro ka bura waqt aa hi gaya

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi


mohabbat pe hum bhi to kurban the

ye kya khawab dekhe kya arman the

vo sapne hamare dhundne

kho gaye kho gaye

hume roop aakhir badlna pada

bagawat ke sanche mein dhalna pada

mile aap se to kya se kya

ho gaye ho gaye

har kasam tod di har rasam tod di

kashti tufan mein humne khud mod di

ab hume dar nahin hoag anzam ka

aaj hum ko

aaj hum ko aadmi ki pehchan ho gayi

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi


tizori mein jo band hain aapki

vo dolat nahin aapki hain aapke bap ki

lutegi ki kamai zulm ke pap ki pap ki

meri bat ka na bura maniye

zara waqt ki nakhdh pehchaniye

chalegi na koi chal ab aapki aapki

kitabo mein jo hain likha sach likha

bujargo ne jo kaha hain sach kaha hain

bure kam ka hain natiza bura

aaj hum ko

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi

zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi


kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

lo buro ka boora waqt aa hi gaya

kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

kya ajab hain mukaddar ka ye faisla

lo buro ka bura waqt aa hi gaya

lo buro ka bura waqt aa hi gaya

aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)