aai khudai

aai khudai lyrics

Details
Singer Mahendra Kapoor
Genre Devotional
Language Hindi
Album Tawaif
Poster aai khudai
play
Lyrics

aye khudaye

paak aye rab kari

kah ke bismilahe

rahman aur rahim

kah ke bismilahe

rahman aur rahim

sar jhukate hain

tere darbar mein

hum to khadim

hain teri sarkar mein

hain tu hi malik

tu hi banda nawaj

janta hain tu hamare dil ke raz

kya zami kya aasma

kya subho sham

hain sabhi tere

isharo ke gulam

tu jo chahe zarha

bhi ho aaftab

jisko chahe usko

de tu behisab


jispe ho teri

inayat ki nazar

hai pharisto se

bhi aala wo basar

koi muflish hain ke

daulatmand hain

teri rahmat ka

zarooratmand hain

nek hain aur kon

badinsan hai

iski to bas tujhko

hi pehchan hain

kya khabar jo yaha

gunegaro mein ho

wo teri kudrat ke

shehkaro mein ho

humko dikhla

nekiyo ka rasta

tujhko hai apne nabi ka vasta

dil ko do duniya ki daulat

bakas de yani insa

ki mohabbat bakas de

aye khudaye paak aye rab kari

kah ke bismilahe

rahman aur rahim

kah ke bismilahe

rahman aur rahim

sar jhukate hain

tere darbar mein

hum to khadim hain

teri sarkar mein


hain tu hi malik tu

hi banda nawaj

janta hain tu

hamare dil ke raz

kya zami kya aasma

kya subho sham

hain sabhi tere

isharo ke gulam

tu jo chahe zarha

bhi ho aaftab

jisko chahe usko

de tu behisab


jispe ho teri

inayat ki nazar

hai pharisto se bhi

aala wo basar

koi muflish hain ke

daulatmand hain

teri rahmat ka

zarooratmand hain

nek hai aur kon

badinsan hain

iski to bas tujhko

hi pehchan hain


kya khabar jo yaha

gunegaro mein ho

wo teri kudrat ke

shehkaro mein ho

humko dikhla

nekiyo ka rasta

tujhko hain apne

nabi ka vasta

dil ko do duniya ki daulat

bakas de yani insa

ki mohabbat bakas de

aye khudaye

paak aye rab kari

kah ke bismilahe

rahman aur rahim

kah ke bismilahe

rahman aur rahim.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)